04

Drawna sach

Jab meni akh khuli to pata laga me 3 ghanto se behosh thi or pata nhi mujhe or mere Sathiyo ko kaha le Jaya Jaa raha tha . Ham sabko badha hua tha akho pr patti thi ass pass lag raha tha ki bahut sare log hai.

Itna sab hota hua dekh mene dimag mai ajib ajib se khayal aa rahe the "ham wapash ghr pahuchenge bhi ya nhi "

Tabhi achanak se taniya ki awaj aati h "bachao bachao tum ye kya kr rahe ho mere sath ..mere hath kholo kyu badha hua h mujhe " ye sab sun kr meri dhadkan bad gayi or itna ajib kyu h ye sab .

Tabhi mujhe mahsoos hua jaise ki koi mere pass aa raha h ..achanak se mera hath kisi ne pakda or bola chalo mere sath me tumhe in sab chijo se bacha skta hu warna tumhari mot pakki h tumhare pass ye akhiri moka h ....

mujhe kuchh samjh nhi aa raha tha us time kya krna chahiye us insaan ki baat manu ya fir Jo ho raha h wo hone du dar tha ki wo insaan bhi mujhe kahi marna to nhi chahta h ...lekin mene soch kr us insaan ka sath tham liya .....or pata nhi wo mujhe kaha le jaane laga

Next chapter ke liye agle season ka wait kre..👍

Write a comment ...

Write a comment ...